HAQIQATE MASUMEEN A.S.

haqiqate masumeen

Ilm

ILM KI AHMIAT AUR ZAROORAT

Bismillahi Ar Rahman Ar Raheem Qur Rabbi Zidni Ilman – Quraan Majeed Ana Madinatul Ilm wa Aliun Babuha – Rasool Allah saws  Ilm ki ahmiat aur zaroorat ke baare mein zyaada tabsera karne ki ehtiyaaj nahi hai kyun ke na sirf Quraan aur Hadees e Masoomeen balke zindgi ke har Read more…

By haqiqatemasumeen, 3 years16/04/2020 ago
NAHJUL BALAGHA

NAHJUL BALAGHA QUTBA NO. 44

BISMILLAHI AR RAHMAN AR RAHEEM (jab Masqala ibne Baseer Maawiya ke paas bhaag gaya) choonke us ne Hazarat a.s. k ek aamil se bani Najiya ke kuch aseer khareede the. Jab Ameer ul momineen a.s. ne is sey qeemat ka mutaleba kiya toh wo bad diyanati (khayaanat) karte hue Shaam Read more…

By haqiqatemasumeen, 3 years01/05/2020 ago
NAHJUL BALAGHA

NAHJUL BALAGHA QUTBA NO. 45

BISMILLAHI AR RAHMAN AR RAHEEM Tamaam hamd us Allah ke liye hai jis ki rahmat se na ummeedi nahi aur jis ki nematoun se kisi ka daaman khaali nahin. Na iski maghferat se koi mayoos hai na us ki ibadat se kisi ko aar ho sakta hai aur na us Read more…

By haqiqatemasumeen, 3 years01/05/2020 ago
NAHJUL BALAGHA

NAHJUL BALAGHA QUTBA NO.46

BISMILLAHI AR RAHMAN AR RAHEEM Jab Shaam ki taraf rawana hone ka qasad (iraada) kiya to ye kalemaat farmaye-; Ay Allah ! main safar ki mashaqqat aur aapas ke andoh aur ahal wa ayaal ki badhaali ke manzar se panaah maangta hoon. Ay Allah ! tu hi safar mein rafeeq Read more…

By haqiqatemasumeen, 3 years01/05/2020 ago
NAHJUL BALAGHA

NAHJUL BALAGHA QUTBA NO. 47

BISMILLAHI AR RAHMAN AR RAHEEM Ay Kufa ! ye manzar goya apni aankhoun se dekh raha hoon ke tujhe is tarha se kheincha jaa raha hai jaise bazaar e Ukaaz (Rasoolallah saws se qabl shahr e Makkah mein ek bazaar lagta tha) ke wabaghat kiye hue chamde ko aur masaeb Read more…

By haqiqatemasumeen, 3 years01/05/2020 ago
NAHJUL BALAGHA

NAHJUL BALAGHA QUTBA NO. 48

BISMILLAHI AR RAHMAN AR RAHEEM Allah ke liye hamd wa sanaah hai    jab bhi raat aaye aur andhera chaaye aur Allah ke liye taareef wa tauseef hai jab bhi sitaare nikle aur doobe aur is Allah ke liye madhaa wa sataesh hai ke jis ke inaamaat kabhi khatm nahi hote Read more…

By haqiqatemasumeen, 3 years01/05/2020 ago
NAHJUL BALAGHA

NAHJUL BALAGHA QUTBA NO. 49

BISMILLAHI AR RAHMAN AR RAHEEM Tamaam hamd us Allah ke liye hai jo chupi hui cheezoun ki gehraaioun mein utra hua hai. Us ke zaahir wa haweidah hone ki nishaaniaan us ke wajood ka pata deti hai. Gooh dekhne wale ki aankh se wo nazar nahi aata phir bhi na Read more…

By haqiqatemasumeen, 3 years01/05/2020 ago
NAHJUL BALAGHA

NAHJUL BALAGHA QUTBA NO. 50

BISMILLAHI AR RAHMAN AR RAHEEM Fitnoun ke waqayh hone ka aaghaaz wo nafsaani khwahishein hoti hain jin ki pairvi ki jaati hai aur won aye ijaadkarda ahkaam ko jin mein Quraan ki muqalifat ki jaati hai aur jinhe farough dene ke liye kuch log Deen e Ilahi ke khilaaf baaham Read more…

By haqiqatemasumeen, 3 years01/05/2020 ago
NAHJUL BALAGHA

NAHJUL BALAGHA QUTBA NO. 51

BISMILLAHI AR RAHMAN AR RAHEEM Jab Siffeen mein Maawiya ke saathiooun ne Ameer ul momineen a.s. ke as-haab par ghalba paa kar Furaat ke ghaat par kabzaa jama liya aur paani lene se mana kar diya toh Aap a.s. ne farmaya -; Wo tum se jung ke liye luqme talab Read more…

By haqiqatemasumeen, 3 years01/05/2020 ago
NAHJUL BALAGHA

NAHJUL BALAGHA QUTBA NO.52

BISMILLAHI AR RAHMAN AR RAHEEM Duniya apna daaman sameyt rahi hai aur is ne apne rukhsat hone ka elaan kar diya hai. Iski jaani pehchaani hui cheezein ajnabi hogayi, aur wo tezi ke saath peeche hat rahi hain aur apne rahne waloun ko fana ki taraf badhaa rahi hai aur Read more…

By haqiqatemasumeen, 3 years01/05/2020 ago

Posts navigation

1 2 Next
Choose a topic
Recent Comments
    • 0
    • 20
    • 10
    • 129,358
    • 0
    • Blog
    • Contact us
    • DWQA Ask Question
    • Khushamdeed Hai Aap Sabki
    • NAHJUL BALAGHA
    Hestia | Developed by ThemeIsle