HAQIQATE MASUMEEN A.S.

  • Khushamdeed
  • Ilm Ki Ahmiyat Aur Zaroorat
  • NAHJUL BALAGHA
  • Quran
  • Sawaal Aur Jawab
    • Aap Ka Sawaal (Question)
  • Contact us

Qur Rabbe Zidni ilma

Quran

108. Surah Al-Kausar

               BISMILLAHI AR RAHMAN AR RAHEEM Rehman Wa Raheem Khuda Ke Naam Se (Shuru Karta Hoon) INNA A’TAINAA KAL KAUSAR Yaqinan (Aye Rasool SAWS) Humne Tumko Kausar Ata Ki Hai FASALLI LI RABBIKA WANHAR Ab Tum Apne Parwardigar Keliye Namaz Read more…

By haqiqatemasumeen, 2 years1 year ago
Quran

112. Surah e Taoheed Tarjuma and Tafseer in Roman English

BISMILLAHI ARRAHMANI ARRAHEEM – Rehman wa Raheem Khuda Ke Naam se (Shuru Karta Hoon) QUL HUWA ALLAHU AHAD – Tum Kaho Wo Allah Yakta Hai ALLAHU AS-SAMAD – Allah Beniyaz Hai LAM YALID WALAM YOOLAD – Na Wo Kisi Ka Read more…

By haqiqatemasumeen, 2 years11 months ago
NAHJUL BALAGHA

NAHJUL BALAGHA QUTBA NO.1

(is mein ibteda e aafreinish zameen aur aasmaan aur paidaish e Adam a.s. ka zikr farmaya hai) Tamaam hamd is Allah ke liye hai jis ki madah (tareef) tak bol ne waloun ki rasaaie (pohonch) nahin, jis ki nematoun ko Read more…

By Mir Akbar Ali, 2 years2 years ago
NAHJUL BALAGHA

NAHJUL BALAGHA QUTBA NO.2

BISMILLAHI AR RAHMAN AR RAHEEM Siffeen se palat ne ke baad farmaya; Allah ki hamd o san’aa karta hoon, is ki nematoun ki takmeel chahiye, is ki izzat wa jalaal ke aagay sar jhukaane aur us ki maasiyat (na farmani) Read more…

By haqiqatemasumeen, 2 years2 years ago
NAHJUL BALAGHA

NAHJUL BALAGHA QUTBA NO.3

BISMILLAHI AR RAHMAN AR RAHEEM Shaqshaqiya ke naam se mashoor hai ; Khuda ki qasam ! farzand e Abu Qahafa ne pairahan e khilafat pahen liya. Halaanke wo mere baare mein achchi tarha jaanta tha ke mera khilafat mein wahi Read more…

By haqiqatemasumeen, 2 years2 years ago
NAHJUL BALAGHA

NAHJUL BALAGHA QUTBA NO.4

BISMILLAHI AR RAHMAN AR RAHEEM Hamari wajah se tumne (gumrahi ki) teergioun mein hidayat ki roshni paaie aur raf-at wa balandi ki chotioun par qadam rakha, aur Hamar sabab se andheri raatoun ko andherioun se subah e hidayat ke ujaloun Read more…

By haqiqatemasumeen, 2 years2 years ago
NAHJUL BALAGHA

NAHJUL BALAGHA QUTBA NO.5

BISMILLAHI AR RAHMAN AR RAHEEM Jab RasoolAllah SAWS Ne Duniya Se Rahlat Farmaiee Toh Abbas Aur Abu Sufiaan Ibne Harb Ne Aap a.s. Se Arz Kiya Ke Hum Aap a.s. Ki Bay-At Karna Chahte Hain, Jis Par Hazrat Ne Farmaya Read more…

By haqiqatemasumeen, 2 years2 years ago
NAHJUL BALAGHA

NAHJUL BALAGHA QUTBA NO.6

BISMILLAHI AR RAHMAN AR RAHEEM Jab Aap Se Ye Kaha Gaya Ke Aap a.s. Talha Wa Zubair Ka Peecha Na Karein Aur In Se Jung Karne Ki Na Than Lein Toh Aap a.s. Ne Farmaya- ; Khuda Ki Qasam Main Read more…

By haqiqatemasumeen, 2 years2 years ago
NAHJUL BALAGHA

NAHJUL BALAGHA QUTBA NO.7

BISMILLAHI AR RAHMAN AR RAHEEM Inhoun Ne Apne Har Kaam Ka Karta Dharta Shaitaan Ko Bana Rakhkha Hai Aur Is Ne In Ko Apna Aala Kaar Bana Liya Hai, Is Ne In Ke Seenoun Mein Ande Diye Hain Aur Bachche Read more…

By haqiqatemasumeen, 2 years2 years ago
NAHJUL BALAGHA

NAHJUL BALAGHA QUTBA NO.8

BISMILLAHI AR RAHMAN AR RAHEEM Ye Kalaam Zubair Ke Muta-Allaq Is Waqt Farmaya Jab Ke Halaat Isi Qism Ke Bayaan Ke Mutaqazzi The, Wo Aisa Zaahir Karta Hai Ke Is Ne Bay-At Haath Se Karli Thi Magar Dil Se Nahin Read more…

By haqiqatemasumeen, 2 years2 years ago

Posts navigation

Previous 1 2 3 … 14 Next
Choose a topic
Recent Comments
    • 0
    • 7
    • 3
    • 31,285
    • 0
    • Blog
    • Contact us
    • DWQA Ask Question
    • Khushamdeed Hai Aap Sabki
    • NAHJUL BALAGHA
    Hestia | Developed by ThemeIsle