HAQIQATE MASUMEEN A.S.

  • Khushamdeed
  • Ilm Ki Ahmiyat Aur Zaroorat
  • NAHJUL BALAGHA
  • Quran
  • Sawaal Aur Jawab
    • Aap Ka Sawaal (Question)
  • Contact us

haqiqatemasumeen

NAHJUL BALAGHA

NAHJUL BALAGHA QUTBA NO.110

BISMILLAHI AR RAHMAN AR RAHEEM Is mein malakul maut aur us ke rooh qabz karne ka zikr farmaya hai-; jab (malakul maut) kisi ghar mein daaqil hota hai to kabhi tum is ki aahat mehsoos karte ho? Ya jab kisi ki rooh qabz karta hai, peyt mein bachche ki rooh Read more…

By haqiqatemasumeen, 2 years2 years ago
NAHJUL BALAGHA

NAHJUL BALAGHA QUTBA NO.111

BISMILLAHI AR RAHMAN AR RAHEEM Main tumhein is duniya se khabardaar kiye deta hoon ke ye aise shaqs ki manzil hai jis ke liye qaraar nahi aur aisa ghar hai jis mein aab wa dana nahi dhoonda jaa sakta, ye apne baatil se aarasta aur apni aaraishoun se dhooka deti Read more…

By haqiqatemasumeen, 2 years2 years ago
NAHJUL BALAGHA

NAHJUL BALAGHA QUTBA NO.112

BISMILLAHI AR RAHMAN AR RAHEEM Tamaam hamd is Allah ke liye hai jo hamd ka pewand nematoun se aur nematoun ka silsila shukr se milane wala hai, hum is ki nematoun par usi tarha hamd karte hain jis tarha is ki aazamaishoun par sana wa shukr bajalate hain aur in Read more…

By haqiqatemasumeen, 2 years2 years ago
NAHJUL BALAGHA

NAHJUL BALAGHA QUTBA NO.113

BISMILLAHI AR RAHMAN AR RAHEEM Talab e baraan ke liye Aap a.ske duaiya kalemaat ;- Baar e ilaha (khusk saali hai) hamare pahadoun ka sabza bilkul sookh gaya hai aur zameen par khaak udh rahi hai hamare chowpaaye pyaase hain aur apne chowpayoun mein bokhlaye hue phirte hain aur is Read more…

By haqiqatemasumeen, 2 years2 years ago
NAHJUL BALAGHA

NAHJUL BALAGHA QUTBA NO.114

BISMILLAHI AR RAHMAN AR RAHEEM Allah ne Aap saws ko haq ki taraf bulane wala aur maqlooq ki gawahi dene wala bana kar bheja, chunanche Aaap saws ne apne parwardigar ke paighamoun ko pohonchaya, na us mein kuch susti kin a kotahi aur Allah ki raah mein is ke dushmanoun Read more…

By haqiqatemasumeen, 2 years2 years ago
NAHJUL BALAGHA

NAHJUL BALAGHA QUTBA NO.115

BISMILLAHI AR RAHMAN AR RAHEEM Jis ne tum ko maal wa mataah baqsha hai is ki raah mein tum usey sarf nahi karte aur na apni jaanoun ko us ke liye khatre mein daalte ho, jisne in ko paida kiya hai tum ne Allah ki wajah se bandoun mein izzat Read more…

By haqiqatemasumeen, 2 years2 years ago
NAHJUL BALAGHA

NAHJUL BALAGHA QUTBA NO.116

BISMILLAHI AR RAHMAN AR RAHEEM Tum haq ko qayam karne mein (mere) naasir wa madadgaar ho aur deen mein (ek doosre ke) bhai bhai ho aur saqtioun mein (meri) sipar ho aur tamaam logoun ko chodh kar tum hi mere raazdaar ho, tumhari madad se rugardani karne wale par main Read more…

By haqiqatemasumeen, 2 years2 years ago
NAHJUL BALAGHA

NAHJUL BALAGHA QUTBA NO.117

BISMILLAHI AR RAHMAN AR RAHEEM Ameer ul Momineen as ne logoun ko jamah kiya aur inhein jihad par aamadah karna chaha to wo log deir tak chup rahe to Aap as ne farmaya tumhein kya hogaya hai, kya tum goonge hogaye ho? To ek girooh ne kaha ke ay Ameer Read more…

By haqiqatemasumeen, 2 years2 years ago
NAHJUL BALAGHA

NAHJUL BALAGHA QUTBA NO.118

BISMILLAHI AR RAHMAN AR RAHEEM Khuda ki qasam mujhe paighamoun ke pohonchane, waadoun ke poora karne aur ayatoun ki sahih taweel bayaan karne ka khoob ilm hai aur hum Ahlebait (Nabuat) as ke paas ilm wa maarefat ke darwaaze aur shariat ki roshan raahein hain, aagah raho ke deen ke Read more…

By haqiqatemasumeen, 2 years2 years ago
NAHJUL BALAGHA

NAHJUL BALAGHA QUTBA NO.119

BISMILLAHI AR RAHMAN AR RAHEEM Hazrat as ke ashaab se ek shaqs uth kar Aap as ke saamne aaya aur kaha ke Ya Ameer ul Momineen pehle to Aap as ne hume tahkeem se roka aur phir is ka hukm bhi diya, nahi maloom ke in dono mein se kounsi Read more…

By haqiqatemasumeen, 2 years2 years ago

Posts navigation

Previous 1 … 12 13
Choose a topic
Recent Comments
    • 0
    • 0
    • 0
    • 31,278
    • 0
    • Blog
    • Contact us
    • DWQA Ask Question
    • Khushamdeed Hai Aap Sabki
    • NAHJUL BALAGHA
    Hestia | Developed by ThemeIsle